Best Wishes SMS


---------------------------------------------------------------

"Every king was once a crying baby & every great building was once a map.. Its not where your today, but where U will reach 2moro that's important.."

---------------------------------------------------------------

This poem is dedicated to my friends... Ek din zindgi aisay mukam pe pohanch jaye gi, Dosti to sirf yadon main hi reh jaye gi, Hr mazak ki baat yad doston ki dilaye gi, Aur hasty hasty phir ankh num ho jaye gi, Office k room main classroom nazar aye gi, Paisa to buhat hoga Mgr usey lutane ki waja hi kho jaye gi, G le khul k is pal ko mery dost, Q k zindgi in palon ko phir se nahi dohraye gi.... "love u dudes"


---------------------------------------------------------------


Ajeeb lagti hai shaam kabhi kabhi ZiNdagi lagti hai bejaN kabhi kabhi Samjh Aaye to hamen bhi bataNa k kiyoN karti haiN yadeN pareshaN kabhi kabi.

---------------------------------------------------------------

~=G=h=a=z=a=l =~ Yun Humko Satany Ki Zarurat Kya Thi Dil Mera Tor K Jany Ki Zarurat Kya Thi Jo Nhi Tha Ishq To Keh Diya Hota Humy Yun Aazmany Ki Zarurat Kya Thi Maloom Tha Gehry Khuwab Toot Jayeingy Neend Me Aa Kar Jaagany Ki Zarurat Kya Thi Maan Lun Agr Ye 'Yak Tarfa' Muhabat Thi Mujhy Dekh Kar Muskurany Ki Zarurat Kya Thi Jo Hum Na Thay Tumhary Qabil=e=Nazar To Mujko Muhabat Sikha Kar Thokar Lagany Ki Zaroorat kia thi.. ....................

---------------------------------------------------------------

The name of history, The way of living, The dreams of Iqbal, The work of Quaid, The help of Allah, The love of muslims, The part of leaders, The prayer of mothers, The life of soldiers, The heart of sisters, To get The name we love, For which we live, For which we die "PAKISTAN".

---------------------------------------------------------------

"IQBAL TERAY DAIS KA KIYA HAAL SUNAUN" Bebaki-o-Haq goi say ghabrata Haiy Momin, Makkr-o-Farebi peh itrata haiy Momin, Jis rizq say parwaaz mein kotahi ka darr ho, Woh rizq ab barray shoq say khata haiy Momin, Kirdar ka,Guftar ka,A'amal ka Momin, Qa'il nahi aisay kisi janjaal ka Momin, Sindh ka Momin haiy to koi Punjab ka Momin Dhoonday say bhi milta nahi,Qur'aan ka Momin, "IQBAL TERAY DAIS KA KIYA HAAL SUNAUN"

---------------------------------------------------------------

The hardest moments r not those when tears flow from ur eyes its when u have to hide the tears in ur eyes with a smile to remove tears from someone elses' eyes.


---------------------------------------------------------------


Biwi Par Hukoomat Karnqy Walay Begherat Hotay Hain, Asal Mard Wo Hai Jo Biwi Ko Marwa Kar Hukoomat Karta Hai :-) "Samajh Tay Gaey HO Gay"

---------------------------------------------------------------


Masla e Pakistan: Hamara masla hai"Acceptance" Her Pakistani mukhtalif kaam ker raha hai aur kertay huway bhi yehi samajh raha hai k yeh uska kaam nai ! Gharailu khawateen apnay susral main reh bhi rai hain laikin yeh sochtay huway k unhain asal main yahan nai rehna chahye ! Her Clerk aur her manager yehi soch raha hai k shayed usay uskay boss ki jagah hona chahye tha ! Motorcycle wala Car aur choti car wala bari Car aur us se bari car wala mazeed bari car ka khawahishmand hai ! Siwae aik Aadmi k sab log apni kismat se na khush hain aur usay unjustified samajhtay hain, wo aik aadmi kon hai ? Samajh to aap gaye hongay !!!


---------------------------------------------------------------


Ek Sindhi aur ek Pathan ka interview Tha.. Sindhi se: Q: Taleem? Ans: B.A Q: Pakistan kab bana? Ans: koshish pehle se chal rahi thi par 1947 Q: Pakistan ka pm kon hy? Ans: bahut aye gae lekin ab Geelani sahab.. Pathan ye sub sun raha tha usne Teeno ans yaad kar liye 1- B.A, 2- 1947, 3- Geelani Ab Pathan se. Q: Naam? Ans:B.A Q: kab peda hoe? Ans: koshish buht jari thy per 1947 Q: Baap ka naam? Ans: wese to kitne aye gae lekn ab Geelani sahab hai..


---------------------------------------------------------------

0 comments:

Post a Comment