Faraz Sms


---------------------------------------------------------------



Mera us say fqt itna taloq ha FARAZ" WO mari chachi ki mami ki khala ki tai ki nand ki bati ki dost k bary bhai ki chotay baty k susr k damad ka DARZEE hai"



---------------------------------------------------------------



Mix Funny Poetry! 1.Kisi ka jotha Peenay se shifa milti hy Faraz, Kameena yeh bolty bolty meri sari pepsi pee gaya! ;-) 2.Mai apny ghar ki ek ek cheez ginta hon Faraz, Aik tery aany se phly, aik tery jany k baad! :-D 3.Us ne mri zindagi kaanto se bhr di Faraz, Wo jo kehti thi Mahi aavay ga main phullan nal dharti sajawan gi.! :-> 4.Balon me hath phair k pocha usne Parveen



---------------------------------------------------------------



Boondyn Giren To Aankh Mein Ansoo Bhi Aaa Gay ''Faraz''!! Barish Ka Uski Yaad Say Rishta Zaror Hay....!!



---------------------------------------------------------------



Jin: kia hukum hai mere AQA? AQA: aik shair suna do.. Jin: AQA hukum karein bakwaas nahi.. Main Jin hun Faraz nahi...



---------------------------------------------------------------



Faraz k baad ab hazir-e-khidmat hai 'Amjad Islam Amjad' Amjad teri sharafat pe kisi ko na hoga shak Halki Halki bhook mein halka phulka TUC



---------------------------------------------------------------



Jhoat bolna ki us ko adat thi,faraz,.us k jhoat ko such mana ki adat humri thi,wo behabar tha is bat sa,k us ki har hakat pe mari nazar thi,



---------------------------------------------------------------



Ab to 100% khatam ho jain gay aashiqi k amraaaz. . . . . . . Suna hai Dawat-e- Islami mein ja raha hai Faraz...!



---------------------------------------------------------------



Apne Hi Hote Hain Jo Pajama Khainch K Bhag Jate Hain Faraz, Warna Ghairon Ko Kya Khabar K Hum Elastic Daalte Hain.



---------------------------------------------------------------



Medical poetry" *Chalo Faraz ab mausam ka maza chakain Tmam dawain bachon ki pohnch sy dur rakhen. *Faraz kya milan ki ab justuju karen Tbiat zyada khrb hoto doctor sy ruju karen. *Hamari chahat ka kuch to khayal karen Dawai achi tarha hila kar istimal karen. *Dil mera doob gaya jb us ki uthi doli Subha sham khany k bad aik goli. *Hum to ishq karny pe raza'mand hain Jumay kee subha clinic band hain.."



---------------------------------------------------------------

0 comments:

Post a Comment